Lata Mangeshkar — Jiya Beqarar Hai lyrics
The page contains the lyrics of the song "Jiya Beqarar Hai" by Lata Mangeshkar.
Lyrics
(Jiya beqarar hai chhayi bahar hai
Aaja more balma, tera intezar hai) -2
(Ho, suraj dekhe chanda dekhe sab dekhe hum tarse ho
Sab dekhe hum tarse) -2
Jaise barse koi badariya waise ankhiyan barse -2
Waise ankhiyan barse
Jiya beqarar hai.
Ho, naino se ek taara toote mitti mein mil jaye ho, mitti mein mil jaye -2
Aansoo ki barsaat balamwa dil mein aag lagaaye -2
Dil mein aag lagaaye
Jiya beqarar hai …
(Ho, tujhko nazarein dhoondh rahi hai mukhda to dikhla jaa ho
Mukhda to dikhla jaa) -2
Raste par hoon aas lagaaye, jaane waale aaja -2
Jaane waale aaja
Jiya beqarar hai …